Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMurli Manohar Swarup
HomeMurli Manohar Swarup
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae andaleeb e zaar jaane ko hai bahaar ae andaleeb e zaar jaane ko hai bahaar tu kyun hai bekraar bata kyun hai bekraar tu kyun hai bekraar bata kyun hai bekraar ae andaleeb e zaar is gulsitaan ko dekh uss baaghbaan ko dekh is gulsitaan ko dekh tu mujh ko dekh aur ghum e do jahaan ko dekh tu mujh ko dekh aur ghum e do jahaan ko dekh main bhi hoon ashqbaar jo tu hai jigar figaar jaane ko hai bahaar ye teri aarzoo ye teri aarzoo kitni hai khoobroo ye teri aarzoo khwaabon mein bhi jise hai usi gul ki justajoo khwaabon mein bhi jise hai usi gul ki justajoo aankhon mein jiski baad e ulfat ka ho khumaar jaane ko hai bahaar ae andaleeb e zaar jaane ko hai bahaar
hungaama e ghum se tang aa kar izhaar e masarrat kar baithe izhaar e masarrat kar baithe mashhoor thi apni zinda dili daanistah sharaarat kar baithe daanistah sharaarat kar baithe koshish to bohot ki humne magarrrrrrrr paaya na ghum e hasti se mafarrrrrrrrr viraani e dil jab hadd se badhi viraani e dil jab hadd se badhi ghabra ke mohabbat kar baithe ghabra ke mohabbat kar baithe nazron se na karte furshide ghum khamosh hi rehna behtar tha aaaaaaa deewaanon ko tumne chhed diya deewaanon ko tumne chhed diya wallaah qayaamat kar baithe wallaah qayaamat kar baithe allaah to sab ki sunta hai aeeeeeeeee jurrat hai shakeel apni apniiiiii aaa aa aaaa aaaa haali ne zubaan se kuchh na kaha haali ne zubaan se kuchh na kaha iqbaal shikaayat kar baithe iqbaal shikaayat kar baithe hungaama e ghum se tang aa kar
shree guru charan saroj raj nij man mukur sudhari barnau raghuvar bimal jasu jo daayaku phal chari buddhi heen tanu jaanike sumirow pavan kumaar bal budhi bidya dehu mohi harahu kalesh bikaar jai hanumaan gyaan gun saagar jai kapis tihun lok ujaagar raamdoot atulit bal dhaama anjani putra pavan sut naamaa mahaveer bikram bajrangi kumati nivaar sumati ke sangi kanchan baran biraaj subesa kaanan kundal kunchit kesaa haath bajra aur dhvaja birajai kaandhe moonj janeu saajai shankar suvan kesari nandan tej prataap maha jag bandan vidyavaan guni ati chaatur raam kaaj karibe ko atur prabhu charitra sunibe ko rasiya raam lakhan sita man basiya sukshm roop dhari siyahin dikhaawa bikat roop dhari lank jaraawa bheem roop dhari asur sanhare raamchandra ke kaaj sanvaare laaye sajivan lakhan jiyaaye shree raghuvir harshi ur laaye raghupati kinhi bahut badaai tum mama priya bharat hi sam bhai sahasa badan tumhro jas gaavein asa kahi shripati kanth lagaavein sankadik brahmaadi
haaye mehmaan kahaan ye ghum e jaana hoga khana e dil to koi roz mein viraan hoga haaye mehmaan kahaan ye ghum e jaana hogaa kosta hoon jo naseebon ko to kehta hai wo sokh kosta hoon jo naseebon ko to kehta hai wo sokh phir mohabbat na karega agar insaan hoga phir mohabbat na karega agar insaan hoga dam meri aankhon mein atka hai ke dekhoon to sahi haaaan dam meri aankhon mein atka hai ke dekhoon to sahi kya masiha se mere dard ka darma hoga kya masiha se mere dard ka darma hoga zindagi ishq mein mushkil hai haaye zindagi ishq mein mushkil hai mushkil hai to mar jaayengeee ab se wo kaam karenge ke jo aasaan hoga ab se wo kaam karenge ke jo aasaan hoga
hey dukh bhanjan maaruti nandan sun lo meri pukaar pawansut binti baarambaar pawansut binti baarambaar asth siddhi nav nidhi ke daata asth siddhi nav nidhi ke daata dukhiyon ke tum bhaagya vidhaata dukhiyon ke tum bhaagya vidhaata siya raam ke kaaj sanwaare mera kar uddhaar pawansut binti baarambaar pawansut binti baarambaar aprampaar hai shakti tumhaari aprampaar hai shakti tumhaari tum par reejhe awadh bihaari tum par reejhe awadh bihaari bhakti bhaav se dhyaun tohe bhakti bhaav se dhyaun tohe kar dukhhon se paar pawansut binti baarambaar pawansut binti baarambaar japun nirantar naam tihaara japun nirantar naam tihaara ab nahin chhodun tera dwaara ab nahin chhodun tera dwaara raam bhakt mohe sharan mein leeje bhav saagar se taar pawansut binti baarambaar pawansut binti baarambaar hey dukh bhanjan maaruti nandan sun lo meri pukaar pawansut binti baarambaar pawansut binti baarambaar hey dukh bhanjan maaruti nandan sun lo meri pukaar pawansut binti baarambaar
hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen har chand aaina hoon par itna hoon na kubool har chand aaina hoon par itna hoon na kubool munh pher le wo jiske mujhe rubaroo kare dil hi nahin raha hai jo kuchh aarzoo karen ne gul ko hai shabaat na humko hi aitbaar ne gul ko hai shabaat na humko hi aitbaar kis baat par chaman hawas e rang o boo kare kis baat par chaman hawas e rang o boo kare hum tujhse kis hawas ki falaq justju karen
jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine ye kya kiya ke khud hi ko mita diya maine jahaan bhi dekha chaman se door bhi reh kar are chaman waalo ho ho kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko hansna sikha diya maine kali ko phool ko tadap ke laakh gire bijliyaan to kya ghum hai khud apne haathon khud apne haathon khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon nasheman jala diya maine khud apne haathon gira bhi rehne do ishrat safina toofaan mein heyyy ee har ek mauj ko saahil bana diya maine har ek mauj ko saahil bana diya maine jahaan bhi dekha unhen sar jhuka diya maine jahaan bhi dekha
ilaahi kya ye shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai deedaar ko tarasta hai dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai unhin ke ghum mein lahu aankh se barasta hai shareek e haal bane the jo umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki meri taraf nahin uthti hai ab nazar unki jahaan ko chhod diya jinki reh guzar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de umra mukhtasar kar de ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de main jiski raat na dekhoon wohi sehar kar de ilaahi kya ye shab e ghum shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye
haan main deewaana hoon chaahun to machal sakta hoon silvate husn ke kaanoon badal sakta hoon khaar to khaar hai angaaron pe chal sakta hoon mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur isi raftaar se duniya ko guzar jaane do dil mein ghut ghut ke tamannaaon ko mar jaane do teri zulfon ko sare dosh bikhar jaane do mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur ek din chheen loon main ajmat e baatil ka junoon tod dun tod dun main saukat e duniya ka fuzon aur beh jaaye yahin nabj e zaro seem ka khoon gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi
prabhu ka naam japo mann mere prabhu ka naam japo mann mere door kare wohi sankat tere door kare wohi sankat tere hare raam hare raam raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam japo mann mere jeevan rain baseera hai kya tera kya mera hai ye jeevan rain baseera hai kya tera kya mera hai kyun nainon se neer jhare re door kare wohi sankat tere hare raam hare raam raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam japo mann mere pinjra jab khul jata hai panchhi kab ruk pata hai ye pinjra jab khul jata hai panchhi kab ruk pata hai kyun iska afsoos kare re door kare wohi sankat tere hare raam hare raam raam raam hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare prabhu ka naam prabhu ka naam prabhu ka naam japo mann mere
rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya chand murjhayiii huyi kaliyon ka manzar dekh kar chand murjhayii huyi kaliyon ka manzar dekh kar gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya rang laayi ab meri ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Andaleeb e Zaar Talat Mahmood 03:02 18936
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Raz Meeruthi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:02   Song Number : 18936   

Hangama E Ghum Se Tang Aakar Talat Mahmood 03:25 40489
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:25   Song Number : 40489   

Hanuman Chalisa Hari Om Sharan 09:11 19741
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Lyricist
Tulsidaas
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 09:11   Song Number : 19741   

Haye Mehman Kahan Mukesh 03:04 40880
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Daagh Dehlvi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:04   Song Number : 40880   

Hey Dukh Bhanjan Hari Om Sharan 06:03 40847
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 06:03   Song Number : 40847   

Hum Tujh Se Kis Hawas Ki Mukesh 03:17 40949
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khwaja Mir Dard
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:17   Song Number : 40949   

Jahaan Bhi Dekha Unhen Mukesh 03:39 40951
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:39   Song Number : 40951   

Main Kab Se Jaag Raha Hoon Mukesh 04:39 40950
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:39   Song Number : 40950   

Mere Mehboob Mere Dost Nahin Mukesh 04:09 19111
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shaukat Pardesi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 19111   

Prabhu Ka Naam Japo Mann Mere Mukesh 03:13 36861
 
Poster of Mukesh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:13   Song Number : 36861   

Rang Laayi Ab Meri Talat Mahmood 05:51 39741
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 05:51   Song Number : 39741   
Karaoke Songs of murli manohar swarup, Sad Songs of murli manohar swarup, Love Songs of murli manohar swarup, Dance Songs of murli manohar swarup, Hip-hop songs of murli manohar swarup, Best songs of murli manohar swarup, Super hit songs of murli manohar swarup, hit songs of murli manohar swarup, duet songs of murli manohar swarup, solo songs of murli manohar swarup, old songs of murli manohar swarup, famous songs of murli manohar swarup, Hindi Karaoke Songs of murli manohar swarup, Hindi Sad Songs of murli manohar swarup, Hindi Love Songs of murli manohar swarup, Hindi Dance Songs of murli manohar swarup, Hindi Hip-hop songs of murli manohar swarup, best Hindi songs of murli manohar swarup, super hit Hindi songs of murli manohar swarup, hit Hindi songs of murli manohar swarup, duet Hindi songs of murli manohar swarup, solo Hindi songs of murli manohar swarup, old Hindi songs of murli manohar swarup, famous Hindi songs of murli manohar swarup, Sing Along Songs of murli manohar swarup, Sing Along Sad Songs of murli manohar swarup, Sing Along Love Songs of murli manohar swarup, Sing Along Dance Songs of murli manohar swarup, Sing Along Hip-hop songs of murli manohar swarup, Sing Along Best songs of murli manohar swarup, Sing Along Super hit songs of murli manohar swarup, Sing Along hit songs of murli manohar swarup, Sing Along duet songs of murli manohar swarup, Sing Along solo songs of murli manohar swarup, Sing Along old songs of murli manohar swarup, Sing Along famous songs of murli manohar swarup